ÑÂÄRÎ🤰❤️ Read Count : 63

Category : Poems

Sub Category : N/A

Inpar kuch shabd kya kahu, ye to khud hi shakti hai, durga ka awataar hai ye,
sarswati jaisa zyan yhi hai..🤗
Har mushkil se lad jaati hai, kabhi haar ni manti hai, maa ki mamta hai jismy chaya 
behan ka pyar hai jismy samaya,💘
ha wo naari hai wo naari hai!🙎
Har mushkil ka samadhaan yhi hai , dharti ka kalyaan yhi hai,
jinsy hai dharti chlti, us dhrti ki shaan yhi hai❤️
kuch lafzoo mai bayaan kya kru..🤐
paani si komol aur aag si lalak hai inmy,,
kabhi Durga to kabhi kaali bhi dikhti hai inmy👅
log puchty hai kya kregi ek aurat? to uska bhi pramaan yhi👀👣
puchu mai unsy janam kha se liya hai tmny? to chup hi jayegi ye duniya,
mat lo sabr ka imtihaan, 🙏
kyuki wo naari hai, ha wo naari hai💘
pyar, udarta aur sehenshilta ka pramaan yhi hai..💘
sanskaaro ka bhandaar yhi hai, har mushkil kaam ka samaan yhi hai 
ha wo naari hai, ha wo naari hai💘👣👀

Comments

  • May 29, 2020

  • 🏵️🏵️Superb👌

    May 29, 2020

Log Out?

Are you sure you want to log out?